mujh sey khho gaee ... meri hansi hey
jab sey kashmakash ik zindagi bani hey,
bheegi aankho'n mey bas gaein jaagti raatein
chaar suu meray bas ... ik khamoshi tani hey,
munjamid hogaein hein .. meri saari sochein
waqt ki soee bhi .. kaheen jaisey thami hey,
yun tu tanha hoon is Bharey majmey mey!
phir bhi dasti mujhey ... bas teri kami hey,
na koee chaara ger .. na rah-e-farar dikhta hey
aur tanhaee mey jakarti mujhey ye bey basi hey,

کسی دشمن کے سو الفاظ تکلیف نہیں دیتے
مگر ایک دوست کی خاموشی سو آنسو دے سکتی ہے
مگر ایک دوست کی خاموشی سو آنسو دے سکتی ہے
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.
No comments:
Post a Comment